Sunday, August 26, 2012

ek raat hue barsaat bahaut

khoi roya sari raat bahaut

har gham tha zamany ka lekin

khoi tanha tha us raat bahaut

phir aankh sa ak sawaan barsa

jab subha hue to khayaal aaya

woh baadal kitna tanha tha

jo barsa sari raat bahaut

No comments:

Post a Comment