Tuesday, September 4, 2012

Aaj jab barish howe,
Ye bhi ik khayal aaya,

Kyn na aik badal ko.
Razdan banaon mein,

Jo bhi mujh pe guzri hai,
Us ko sab sunaon mein,

Tum se jo bhi kehna hai,
Us ko sab bataon mein,

Phir timharey dil per wo,,,,
Aaj hi baras jaey,,

No comments:

Post a Comment